Friday, March 8, 2013

Ye kambhakht siyasat zindgi ke har pahlu mein dakhal deti rahti hai...! chand ashaar:
Itni sadadili ke kaante ko kanta na kaha,
baddua di na kabhi baraha chhala bhi gaya!
Vo siyasat pasand tha main hi samajh na saka,
dil ko dilli samajh ke loota aur chala bhi gaya...!

No comments:

Post a Comment